Aag Hawa Mitti Aur Paani Lyrics
aag hawa mitti aur pani
  sari duniya sadiyo purani
  duniya me kya sabse purana
  log kahe patthar ka zamana
  
  usse purana pyar humara
  aaja aaja aaja aaja 
  aaja aaja aaja aaja 
  
  aaja dil ne tujhko pukara
  aaja dil ne tujhko pukara
  aaja aaja aaja aaja