Lo Aayi Hai Jawani Roop Ke Nagme Gaati, Jeevan Ke Safar Me Lyrics
lo aayi hai jawani roop ke nagme gaati jeevan ke safar me koi to milega sathi ab hosh me hai rut hai badi madmati ab hosh me hai rut hai badi madmati lo aayi hai jawani roop ke nagme gaati apne rang jamati aayi balkahti sharmati aayi duniya ki rangeen chaman me bijali si laharati aayi ho aayi hai jawani roop ke nagme gaati jeevan ke safar me koi to milega sathi ab hosh me hai rut hai badi madmati ab hosh me hai rut hai badi madmati lo aayi hai jawani roop ke nagme gaati balo me ghan kale kale galo me rangeen najare baki anokhi pine ke andaj nirale lo aayi hai jawani roop ke nagme gaati jeevan ke safar me koi to milega sathi ab hosh me hai rut hai badi madmati ab hosh me hai rut hai badi madmati lo aayi hai jawani roop ke nagme gaati dil me apne aag liye hai kanto me ekraar liye hai baite baite ye diwani chahat ka aagaz liye hai lo aayi hai jawani roop ke nagme gaati jeevan ke safar me koi to milega sathi ab hosh me hai rut hai badi madmati ab hosh me hai rut hai badi madmati lo aayi hai jawani roop ke nagme gaati