Parody (Yaara Dildara) Lyrics
?bahar se koi ander na aa sake 
  ander se koi bahar na ja sake 
  socho kabhi aisa ho to kya ho
  socho kabhi aisa ho to kya ho
  hum tum ek kamre me band ho 
  aur chhabi kho jaye 
  hum tum ek kamre me band ho 
  aur chhabi kho jaye 
  tere naino ki bhulbhulaiya me 
  khud kho jaye 
  hum tum ek kamre me band ho 
  aur chhabi kho jaye 
  
  daiya haay main yeh kahan aa phasi
  haay re phasi, kaise phasi
  rona aave na aave hasi
  paape bacha lo tusi 
  piya tu ab to aaja
  shola sa man dahke, aake bujha ja
  tan ki jwala thandi ho jaaye
  aise gale laga ja
  ah aha ha haha
  ah aha ha haha
  monica o my darling
  monica i am driving
  
  aaja aaja main hun pyar tera
  allah allah inkaar tera
  o tu aa ja, aah aah ja
  aah aah ja, aah aah ja
  ja ja ja, ja ja ja
  ja ja ja, ja ja ja
  aaja aaja main hun pyar tera
  allah allah inkaar tera
  o tu aa ja, aah aah ja
  aah aah ja, aah aah ja
  ja ja ja, ja ja ja
  ja ja ja, ja ja ja
  aa aa ja, ja ja ja
  aa aa ja, are tu ja
  
  jeena yaha marna yaha 
  iske siva ab jana kaha 
  jeena yaha marna yaha 
  iske siva ab jana kaha 
  jee chahe jab humko aawaz do 
  hum hain wahi hum the jaha 
  apne yahi dono jahan 
  iske siva ab jana kaha 
  jana kaha
                            
                            
                        