Rehne Ko Ghar Nahin Lyrics
rahne ko ghar nahi sone ko bistar nahi rahne ko ghar nahi sone ko bistar nahi apna khuda hai rakhvala ab tak usi ne hai pala rahne ko ghar nahi sone ko bistar nahi rahne ko ghar nahi sone ko bistar nahi apna khuda hai rakhvala ab tak usi ne hai pala apni to zindagi katti hai futapath pe unche unche ye mahal apne hai kis kaam ke hamko to ma baap ke jaisi lagti hai sadak koi bhi apna nahi rishte hai bas naam ke apne jo sath hai ye andheri raat hai apne jo sath hai ye andheri raat hai apna nahi hai ujala ab tak usi ne hai ye kaisa mulq hai ye kaisi rit hai yad karte hai hame log kyun marne ke bad adhe bahro ki basti charo taraf andhere sab ke sab lachar hai kaun sune kiski fariyad aise me jina hai hamko to pina hai aise me jina hai haako to pina hai jivan zahar ka hai pyala ab tak usi ne hai rahne ko ghar nahi sone ko bistar nahi rahne ko ghar nahi sone ko bistar nahi apna khuda hai rakhvala ab tak usi ne hai pala