Hamari Hi Mutthi Me Aakash Sara Lyrics
hamari hi mutthi me aakash sara, jab bhi khulegi chamkega tara hamari hi mutthi me aakash sara, jab bhi khulegi chamkega tara kabhi naa dhale jo, vo hi sitara disha jis se pahchane sansar sara hamari hi mutthi me aakash sara, jab bhi khulegi chamkega tara hamari hi mutthi me aakash sara, jab bhi khulegi chamkega tara hatheli pe rekhaaye hai sab adhuri, kisne likhi hai nahi janna hai hatheli pe rekhaaye hai sab adhuri, kisne likhi hai nahi janna hai sulajhane un o na aayega koi, samajhana hai unko, ye apna karam hai apne karam se dikhaana hai sab ko khud ka panapna, ubharna hai khud ko andhera mitaaye jo nanha sharara, disha jis se pahchane sansar sara hamari hi mutthi me aakash sara, jab bhi khulegi chamkega tara hamari hi mutthi me aakash sara, jab bhi khulegi chamkega tara hamare piche koi aaye na aaye, hame hi to pehle pahuchna vaha hai hamare piche koi aaye na aaye, hame hi to pehle pahuchna vaha hai jin par hai chalna nayi pidhiyo ko, unhi rasto ko banana hame hai jo bhi saath aaye unhe saath le le, agar naa koi saath de to akele sulga ke khud ko mita le andhera, disha jis se pahchane sansar sara hamari hi mutthi me aakash sara, jab bhi khulegi chamkega tara kabhi naa dhale jo, vo hi sitara disha jis se pahchane sansar sara hamari hi mutthi me aakash sara, jab bhi khulegi chamkega tara