Kuch Log Yaha Par Aise Hai (Bhari Mehfilo Me) Lyrics
kuch log yaha par aise hai jo khud ko sharif batate hai hum unki sharafat ke kisse mehfil walo ko sunate hai bhari mehfilo me ye peete hai jaam bhari mehfilo me ye peete hai jaam kisi ki bhi izzat, ye kar de nilam yahi hai yahi hai, sharifo ka kam yahi hai yahi hai, sharifo ka kam bhari mehfilo me ye peete hai jaam kisi ki bhi izzat, ye kar de nilam yahi hai yahi hai, sharifo ka kam yahi hai yahi hai, sharifo ka kam bhari mehfilo me ye peete hai jaam kisi ki bhi izzat, ye kar de nilam besharmiya hai, hijabo ke pichhe bichhaye hai kante, gulabo ke pichhe besharmiya hai, hijabo ke pichhe bichhaye hai kante, gulabo ke pichhe chhupaye hai chehre, nakabo ke pichhe chhupaye hai chehre, nakabo ke pichhe hans hans ke lete hans hans ke lete hai ye intkam yahi hai yahi hai, sharifo ka kam yahi hai yahi hai, sharifo ka kam bhari mehfilo me ye peete hai jaam kisi ki bhi izzat, ye kar de nilam gul jaanta, gulsita jaanta hai jami jaanti, aasma jaanta hai gul jaanta, gulsita jaanta hai jami jaanti, aasma jaanta hai hum kya hai, ye sara jahan jaanta hai hum kya hai, ye sara jahan jaanta hai ye roj apna ye roj apna, badlte hai nam yahi hai yahi hai, sharifo ka kam yahi hai yahi hai, sharifo ka kam bhari mehfilo me ye peete hai jaam kisi ki bhi izzat, ye kar de nilam