Mohabbat Ko Kiski Lagi Baduaa Lyrics
mandir se ya masjid se ya to girjaghar se o dharti se ya ambar se ya puchho banda parwar se puchho banda parwar se mohabbat ko kiski lagi baduaa mohabbat ko kiski lagi baduaa kabhi do dilo ka milan na hua mohabbat ko kiski lagi baduaa aaye dilo se milan ki sadaye aankhe nihare mohabbat ki raahe kaate kate na judai ki raate bahut yaad aaye, mohabbat ki baate bahut yaad aaye, mohabbat ki baate mohabbat ko kiski lagi baduaa kabhi do dilo ka milan na hua mohabbat ko kiski lagi baduaa na puchho diwano ka hai haal kaisa ek pal gujrta hai sau saal jaisa meharbani itni mere khuda kar hume maut dede, magar na juda kar hume maut dede, magar na juda kar mohabbat ko kiski lagi baduaa kabhi do dilo ka milan na hua mohabbat ko kiski lagi baduaa