Apne Aashiq Ko Pehchano Lyrics
apne aashik ko pahchano phul bano 
  apne aashik ko pahchano phul bano 
  gale se lag jao mere gale se lag jao mere
  aji mera kaha mano mano mano mano
  apne aashik ko pahchano phul bano 
  apne aashik ko pahchano phul bano 
  
  shari babu hu mai gori gav ki tu 
  shari babu hu mai gori gav ki tu 
  tujhpe dil aa gaya hai to mai kya karu 
  kaliyo jaisa badan tera o janeman
  kahi murjhaye na hath rakhte daru 
  kaha ruth ke chali o kavari kali
  meri bato ko na tum fijul jano 
  apne aashik ko pahchano phul bano 
  aashik ko pahchano phul bano 
  gale se lag jao mere gale se lag jao mere
  aji mera kaha mano mano mano mano
  apne aashik ko pahchano phul bano 
  apne aashik ko pahchano phul bano 
  
  ruth kar meri jan jayegi tu kaha
  ruth kar meri jan jayegi tu kaha
  tera pichha na chodunga teri kasam
  jina tere liye marna tere liye
  jaan luta dunga mai tujhpe mere sanam
  pyar karte hai jo nahi darte hai vo
  aashiko ka yahi hai asul mano
  apne aashik ko pahchano phul bano 
  aashik ko pahchano phul bano 
  gale se lag jao mere gale se lag jao mere
  aji mera kaha mano mano mano mano
  apne aashik ko pahchano phul bano 
  apne aashik ko pahchano phul bano
                            
                            
                        