Kya Khabar Thi Is Taraha Se Lyrics

kya khabar thi is tarah se, wo juda ho jayega kya khabar thi is tarah se, wo juda ho jayega khwaab mein bhi uska milna, khwaab sa ho jayega kya khabar thi is tarah se, wo juda ho jayega zindagi ki qaid-e-gham se, kya nikaloge use zindagi ki qaid-e-gham se, kya nikaloge use maut jab aa jaayegi to khud riha ho jayega kya khabar thi is tarah se, wo juda ho jayega khwaab mein bhi uska milna, khwaab sa ho jayega dost bankar usko chaha, ye kabhi socha na tha dost bankar usko chaha, ye kabhi socha na tha dosti hi dosti mein, wo khuda ho jayega kya khabar thi is tarah se, wo juda ho jayega uska jalwa hoga kya, jiska ke parda noor hai uska jalwa hoga kya, jiska ke parda noor hai jo bhi usko dekh lega, wo fida ho jayega kya khabar thi is tarah se, wo juda ho jayega khwaab mein bhi uska milna, khwaab sa ho jayega kya khabar thi is tarah se, wo juda ho jayega