Mere Deshwashao Lyrics

jivan ek sangaram hai sangaram hai tera naam tu hi bata sab ke liye kya hai tera paigam kya hai tera paigam subah sawere sabse pahle subah sawere sabse pahle bolo ram ram bolo bolo ram ram uske bad karo jhuk kar is mitti ko pranam mere desh waasiyo mere desh wasiyo apne desh ko sambhalo mere desh wasiyo apne desh ko sambhalo subah sawere sabse pahle bolo ram ram bolo bolo ram ram uske bad karo jhuk kar is mitti ko pranam bolo jhumo nacho gaao geet hai ye tarike nahi geet hai ye tarike nahi ab gairo ke hatho mein ham sab ki takdeer nahi ham sab ki takdeer nahi hatho mein hathkadi nahi panv nein janjir nahi kyoki ab aajad hai ham sab ab ham nahi gulam karo us mitti ko parnam mere desh wasiyo mere desh wasiyo apne desh ko sambhalo mere desh wasiyo apne desh ko sambhalo subah sawere sabse pahle bolo ram ram bolo bolo ram ram uske bad karo jhuk kar is mitti ko pranam yahi pe marna humko yahi pe hasna rona hai in kheto khalihaano se se sona paida hona hai jaagate rahna mat sona, jaagte rahna mat sona ye mitti nhi hai, hai sona ye mitti nhi hai, hai sona bech naa dena tum sone ko is mitti ke daam karo is mitti ko pranaam mere desh wasiyo mere desh wasiyo apne desh ko sambhalo mere desh wasiyo apne desh ko sambhalo subah sawere sabse pahle bolo ram ram bolo bolo ram ram uske bad karo jhuk kar is mitti ko pranam mere desh ke waasi desh ki seva tum din raat karo bhule se hi sahi kabhi mujhse dil ki baat karo desh se itana pyaar kiya thoda mere saath karo kab tak apni raadha ko tadapaaoge shyaam tadapaaoge shyaam tadapaaoge shyaam subah sawere sabse pahle bolo ram ram bolo bolo ram ram uske bad karo jhuk kar is mitti ko pranam mere desh wasiyo mere desh wasiyo apne desh ko sambhalo mere desh wasi apne desh ko sambhalo mere desh wasi apne desh ko sambhalo mere desh wasi apne desh ko sambhalo