Saawan Ka Mahina Lyrics

saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya saawan ka mahina saawan ka mahina mera raaja beta apni raani le ke aa gaya mera raaja beta mera raaja beta mera raaja beta saawan ka mahina saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya saawan ka mahina saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya mera raaja beta mera raaja beta apni raani le ke aa gaya mera raaja beta saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya mera raaja beta sabko ye khabar sunaau main chham chham nachu gaau sabko ye khabar sunaau main chham chham nachu gaau kahi aaj khushi ke maare main pagal naa ho jaau main pagal naa ho jaau main pagal naa ho jaau main saj ke sad ke jaau main waari waari jaau itni khushiya andekhi anjani le ke aa gaya mera raaja beta mera raaja beta apni raani le ke aa gaya mera raaja beta wo beete din wo raate wo sapno ki baarate wo beete din wo raate wo sapno ki baarate fir yaad mujhe aayi hai kuch bhuli bisri baate main saj ke sad ke jaau main waari waari jaau meri saari yaade wo puraani le ke aa gaya mera raaja beta mera raaja beta apni raani le ke aa gaya mera raaja beta na sehara ghode hathi na baaja na barati na sehara ghode hathi na baaja na barati do naino ki doli mein le aaya wo jivan sathi le aaya wo jivan sathi le aaya jivan sathi main saj ke sad ke jaau main waari waari jaau banke pagal premi prem kahani le ke aa gaya mera raaja beta mera raaja beta apni raani le ke aa gaya mera raaja beta saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya saawan ka mahina saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya saawan ka mahina mera raaja beta saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya saawan ka mahina mera raaja beta saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya saawan ka mahina mera raaja beta