In Aankho Ka Tu Tara Hai Lyrics
in aankho ka tu tara hai mujhe jan se tu pyara hai
  bhagwan ka sahara hai thoda dur hi kinara hai
  waqt ki deri hai tera sath dua meri hai
  kyu palke bhigi teri 
  in aankho ka tu tara hai mujhe jan se tu pyara hai
  
  tu mere pyar ka phul hai ya mere pyar ki bhul hai
  jiwan ke ye raste kato bhare tere waste
  hai kaha pe teri manzil rota hai maa ka dil
  khush rahna sada 
  in aankho ka tu tara hai mujhe jan se tu pyara hai 
  bhagwan ka sahara hai thoda dur hi kinara hai
                            
                            
                        