Mera Peshha Kharab Hai Lyrics
sari baato ka sari baato ka sari baato ka
  sari baato ka sari baato ka yahi jawab hai
  main nahi kharab main nahi kharab 
  mera pesha kharab hai
  main nahi kharab mera pesha kharab hai
  sari baato ka yahi jawab hai
  main nahi kharab main nahi kharab
  mera pesha kharab hai
  main nahi kharab mera pesha kharab hai
  sari baato ka yahi jawab hai
  
  tawaif hu main aur badi bewafa hu
  tawaif hu main aur badi bewafa hu
  tumse nahi saiya khud se khafa hu mai 
  tumse nahi saiya khud se khafa hu mai 
  hu besharam fir bhi
  hu besharam fir bhi aankho me hi jaam hai
  main nahi kharab main nahi kharab 
  mera pesha kharab hai
  main nahi kharab mera pesha kharab hai
  sari baato ka yahi jawab hai
  
  aate hai sab yaha dil behlane
  aate hai sab yaha dil behlane
  kiski hakikat kon pehchane
  kiski hakikat kon pehchane
  mera husn hi dekho
  mera husn hi dekho mujhpe majak hai
  main nahi kharab main nahi kharab
  mera pesha kharab hai
  main nahi kharab mera pesha kharab hai
  sari bato ka yahi jawab hai
  main nahi kharab main nahi kharab 
  mera pesha kharab hai
  main nahi kharab mera pesha kharab hai
  sari baato ka yahi jawab hai
  main nahi kharab main nahi kharab 
  mera pesha kharab hai
  main nahi kharab mera pesha kharab hai
  sari baato ka yahi jawab hai
                            
                            
                        