Man Ke Kore Kaagz Pe (Female) Lyrics

shree ram shree ram man ke kore kagaz pe tasvir khinch lo ram ki man ke kore kagaz pe tasvir khinch lo ram ki kankar se sankar tak gaye mahima jinke nam ki man ke kore kagaz pe tasvir khinch lo ram ki dharti bankar biche vo hi ambar ban ke chhaye hai dharti bankar biche vo hi ambar ban ke chhaye hai jal ban kar behte hai wo hi agan pawan me samaye hai ye sundar sansar hai jhaki ye sundar sansar hai jhaki ram prabhu chhavi dham ki man ke kore kagaj pe tasvir khinch lo ram ki vo hi sakha hai vo hi swami hai sabke vo hi pita mata vo hi sakha hai vo hi swami hai sabke vo hi pita mata sare riste naate jhuthe sachcha unka hi naata ram ka jo ho jaye use kya ram ka jo ho jaye use kya chinta hai jag dham ki man ke kore kagaj pe tasvir khinch lo ram ki pujan sumiran vachan bhakti hai prabhu ke pane ki raahe pujan sumiran vachan bhakti hai prabhu ke pane ki raahe keval prem se ram rinjhte dhan daulat kuchh na chahi lelo bol tum preet ram ki lelo bol tum preet ram ki bikati hai bin dam ki man ke kore kagaj pe tasvir khinch lo ram ki kankar se shankar tak gaye mahima jinke nam ki man ke kore kagaj pe tasvir khinch lo ram ki man ke kore kagaj pe tasvir khinch lo ram ki man ke kore kagaj pe tasvir khinch lo ram ki