Namak Tere Chehre Ka Lyrics

ho soniye ruk ja ni o rabba le gaya ni haye meri jaan namak tere chehre ka neeyat kar de beiman namak mere chehre ka o jara bachna hai jahar saman namak mere chehre ka le jayega shamsan namak mere namak mere namak mere chehre ka o rabba le gaya ni haye meri jaan namak tere chehre ka o jara bachna hai jahar saman namak mere chehre ka solha ke baad ki ye rani umar kayamat hai kya karu kaise bachu piche padi ye aafat hai aa meri baho me aa sikha du tujhe pyar karna satrah ka kare elaan namak tere namak tere namak tere chehre ka o jara bachna hai jahar saman namak tere chehre ka chuna nahi chu na mujhe ladki nahi mai aawara o diwani ye jawani jakar na aaye dobara ja ja re ja sar kata pyar mujhe nahi karna seedhe karde shaitan namak mere chehre ka o rabba le gaya ni haye meri jaan namak tere chehre ka neeyat kar de beiman namak tere chehre ka o jara bachna hai jahar saman namak mere chehre ka re jara bachna hai jahar saman namak mere chehre ka le jayega shamsan namak mere namak mere namak mere chehre ka o rabba le gaya ni haye meri jaan namak tere chehre ka o jara bachna hai jahar saman namak mere chehre ka