Are Tajub Hai Lyrics

tajub hai are tajub hai are tajub hai tune pyar nahi kiya nahi kabhi dil nahi diya nahi to koi bosa nahi liya to tune kya kiya mere yaar tera jeena hai bekar are tajub hai are tajub hai tune pyar nahi kiya nahi kabhi dil nahi diya nahi to koi bosa nahi liya to tune kya kiya mere yaar tera jeena hai bekar are tajub hai ya aisa yaar mere tere seene me dil hi nahi ya aisa yaar mere tere seene me dil hi nahi yaar fir naam ka mard hai tu is pyar ke tu kabil nahi are tujhe kuch nahi hota nahi kabhi kuch nahi hota nahi are kahi kuch nahi hota are nahi hota tu hai lakdi ki talvar tera jeena hai bekar tera jeena hai bekar are tajub hai are tajub hai tune pyar nahi kiya nahi kabhi dil nahi diya nahi to koi bosa nahi liya to tune kya kiya mere yaar tera jeena hai bekar are tajub hai na tune kisi ko yaad kiya na kisi ne tera naam liya na tune kisi ko yaad kiya na kisi ne tera naam liya ho murkh insan jawani se tune kya kaam liya o koi bah marodi nahi koi chudi nahi todi nahi tune jidh nahi choddi are nahi chodi are chhe foot ki diwaar tera jeena hai bekar are tajub hai are tajub hai tune pyar nahi kiya nahi kabhi dil nahi diya nahi to koi bosa nahi liya to tune kya kiya mere yaar tera jeena hai bekar are tajub hai na tu kisi ka aashiq hai na teri koi mahbuba hai na tu kisi ka aashiq hai na teri koi mahbuba hai sath ajube duniya ke tu aathva ajuba hai aisa aur hai koi nahi re mera jod hai koi nahi mera tod hai koi nahi agar ho to mai hu taiyar nahi to man le apni haar nahi to man le apni haar nahi to man le apni haar nahi to man le apni haar nahi to nahi to nahi to are tajub hai are tajub hai