Kuchh Geet To Duniya Ki Khatir Lyrics

?kuch geet to duniya ki khatir kuch geet to duniya ki khatir sur taal me gaaye jaate hain kuch geet to duniya ki khatir sur taal me gaaye jaate hain kuch geet magar tanhaai me kuch geet magar tanhaai me khud ko hi sunaye jaate hain kuch geet to duniya ki khatir mumkin nahi raahe ulfat me har gam ka kare charcha jag se mumkin nahi raahe ulfat me har gam ka kare charcha jag se kuch dard bataye jaate hain kuch dard bataye jaate hain kuch dard chhupaye jaate hain kuch geet to duniya ki khatir sur taal me gaaye jaate hain kuch geet to duniya ki khatir is raah e wafa me e hum dam ek aisa makam bhi aata hai is raah e wafa me e hum dam ek aisa makam bhi aata hai hans hans ke kiya ho yaad jinhe hans hans ke kiya ho yaad jinhe ro ro ke bhulaye jaate hain kuch geet to duniya ki khatir sur taal me gaaye jaate hain kuch geet to duniya ki khatir hum bhul chuke jin baato ko jin rishto ko jin naato ko hum bhul chuke jin baato ko jin rishto ko jin naato ko kyon zikr unhi ka kar kar ke kyon zikr unhi ka kar kar ke yun log sataye jaate hain kuch geet to duniya ki khatir sur taal me gaaye jaate hain kuch geet magar tanhaai me kuch geet magar tanhaai me khud ko hi sunaye jaate hain kuch geet to duniya ki khatir kuch geet to duniya ki khatir kuch geet to duniya ki khatir