Kunwaara Lyrics
main kya karu main kya karu 
  sare munde sare munde lag gaye kaam se main reh gaya kunwaara 

  main kya karu main kya karu sare munde lag gaye kaam
  se main reh gaya kunwaara 
  lakh kaha mujhe yaro ne tum ful leke jana 

  ful kaha se lata mulakat huyi patjhad main 
  me haye reh gaya kunwaara main kya karu main kya karu 
  sare munde lag gaye kaam se main reh gaya kunwaara 
  lakh kaha mujhe yaro ne gadi main baeth ke jana 

  ho gayi teksi ki hartaal aur main tange main sawar 
  haye me reh gaya kunwaara main kya karu main kya karu 
  sare munde lag gaye kaam se main reh gaya kunwaara 
  
  danga karke shadi ke daftar main naam likhaya 

  kaji ki fis na thi aur shadi daftar ke parche me 
  me reh gaya kunwaara main kya karu main kya karu 
  sare munde sare munde lag gaye kaam se main reh gaya kunwaara 
  sare munde sare munde lag gaye kaam se main reh gaya kunwaara 
  main kya karu main kya karu sare munde lag gaye kaam
  se main reh gaya kunwaara 
  
  kaha ki pehle faal nikalna fir usse milna 

  faal wale ka tota us din bimar aur main reh gaya kunwaara 
  main kya karu main kya karu sare munde lag gaye kaam
  se main reh gaya kunwaara 
  lakh kaha mujhe yaro ne dulha bankar sharmana 

  jeb main dekha jo paas nahi tha lal rumal 
  aur main reh gaya kunwaara main kya karu main kya karu
  sare munde lag gaye kaam se main reh gaya kunwaara 
  
  ranjha ban ban baetha main hir koi hun aaye 

  kada ho gaya bekar kaun lagaye menu paar 
  aur main reh gaya kunwaara main kya karu main kya karu
  sare munde lag gaye kaam se main reh gaya kunwaara 
  o sare munde sare munde lag gaye kaam 
  se main reh gaya kunwaara main kya karu main kya karu
  sare munde lag gaye kaam se main reh gaya kunwaara 
  main reh gaya kunwaara main reh gaya kunwaara 

  main reh gaya kunwaara