Kyon Dare Zindagi Se Lyrics

kyo dare zindagi mein kya hoga kyo dare zindagi mein kya hoga kuch na hoga to tajruba hoga kuch na hoga to tajruba hoga kyo dare zindagi mein kya hoga hasti aakho mein jhaak kar dekho hasti aakho mein jhaak kar dekho koi aasu kahi chupa hoga koi aasu kahi chupa hoga kyo dare zindagi mein kya hoga in dino na umeed sa hu main in dino na umeed sa hu main shayaad usne bhi yeh suna hoga shayaad usne bhi yeh suna hoga kyo dare zindagi mein kya hoga dekhkar tumko sochta hu main dekhkar tumko sochta hu main kya kisi ne tumhe chuya hoga kya kisi ne tumhe chuya hoga kyo dare zindagi mein kya hoga