Fasila To Hai Magar, Koi Fasila Nahi Lyrics

faasla to hai magar, koi faasla nahi faasla to hai magar, koi faasla nahi mujhse tum juda sahi, dil se to juda nahi faasla to hai magar, koi faasla nahi aasmaan ki fiqr kya, aasmaan khafa sahi aasmaan ki fiqr kya, aasmaan khafa sahi aap ye bataaiye, aap to khafa nahi aap ye bataaiye, aap to khafa nahi kashtiyaan nahi to kya, hausle to paas hai kashtiyaan nahi to kya, hausle to paas hai keh do na khudaa use, tum koi khuda nahi keh do na khudaa use, tum koi khuda nahi lijiye bula liya, aapko khayaalon me lijiye bula liya, aapko khayaalon me ab to dekhiye hamen, koi dekhta nahi ab to dekhiye hamen, koi dekhta nahi aaiye charaag-e-dil, aaj hi jalaye hum aaiye charaag-e-dil, aaj hi jalaye hum kaisi kal hawa chali, koi janta nahi faasla to hai magar, koi faasla nahi mujhse tum juda sahi, dil se to juda nahi