Mai Bhi Jawan Hu Lyrics
main bhi jawa hun tum bhi jawa ho main bhi jawa hun tum bhi jawa ho hum hai jawa hindustani apni jindagi pyar mohabbat pyar hi dana pani hum bhi jawa hai tum bhi jawa ho hum hai jawa hindustani apni jindagi pyar vatan ka pesha apna kurbani hum bhi jawa hai tum bhi jawa ho bin jal nadiya bin lau deepak virrna kya hai taal bina dhadke na jo dil hai kya vo jivan kya hai pyar bina aao chun le pyar ki kaliyan aur saja le jindagani main bhi jawa hun tum bhi jawa ho hum bhi jawa hai tum bhi jawa ho hum hai jawa hindustani apni jindagi pyar vatan ka pesha apna kurbani hum bhi jawa hai tum bhi jawa ho farj se badkar apne dil mein kisi khushi ki chah nahi desh ke khatir kisi bhi aisho isharat ki parvah nahi hame rulata nanga bharat ma ki aankhon ka pani hum bhi jawa hai tum bhi jawa ho