Yeh Badnaseeb Bachcha Lyrics
ye badnassib baccha takdir ka hai maara itne bade jahan me ye ek besahara ye badnassib baccha takdir ka hai maara itne bade jahan me ye ek besahara ye badnassib baccha takdir ka hai maara bachpan se iske sar pe na baap ka hai saaya na maa ne loriya di na dudh hi pilaya pi pi ke apne aansu karta hai ye gujara ye badnasib baccha takdir ka hai mara mujhko janam diya kyu beraham jindagi ne kude ke dher me kyu fenka mujhe kisi ne daaman pakad ke ek din puchhega ye humara ye badnasib baccha takdir ka hai mara kuch der ho na jaaye andher ho na jaaye ungli pakad le koi kisi ki ye kho na jaaye ye bhul hai kisi ki ye phul hai humara ye badnassib baccha takdir ka hai maara itne bade jahan me ye ek besahara ye badnassib baccha takdir ka hai maara