Aaj Teri Baaho Me (Sad) Lyrics
?kyu ek dil hokar do kahlaye hum
  kyu na mile aise ek ho jaye hum
  kyu ek dil hokar do kahlaye hum
  kyu na mile aise ek ho jaye hum
  
  amrit mera tu pee le
  jahar tera sab mai pee lu
  tujh par sab kuch war ke mai bhi
  kyu na amar hokar jee lu
  preet kare so matlab jane
  o preet kare so matlab jane
  tan me aag lagane ka
  yaar yahi to mauka hai
  yaar yahi to mauka hai
  jee lene ka mar jane ka
  aaj teri baho me aakar
  hosh kise kahi jane ka
  yaar yahi to mauka hai
  yaar yahi to mauka hai
  jee lene ka mar jane ka
                            
                            
                        