Main Tere Bin Jee Nahi Sakta Lyrics
main tera bin ji nhi sakta tu mere bina ji ni sakti kyuki ki tu mere dil ki dhadkan ban gayi hai or ye tanhai meri dushman ban gayi hai main tera bin ji nhi sakta tu mere bina ji ni sakti jane khata kya hui hai janeman tu kafa ho gayi hai ye kaisi duri hai duri hai aakhir kya majburi hai majburi hai jane khata kya hui hai tu hi to hai sansaar mera bin tere zindagi gum ka darpan ban gayi hai or ye tanhai meri dushman ban gayi hai main tera bin ji nhi sakta tu mere bina ji ni sakti de rahi ha sadaye ye savan ki ghataye tu meri mohobat hai mohobat ha jine ki hasrat hai hasrat hai de rahi hai sadaye aaja ke hai intzar tera kyuki tu mere khwabo ki dulhan ban gayi hai or ye tanhai meri dushman ban gayi hai main tera bin ji nhi sakta tu mere bina ji ni sakti kyuki ki tu mere dil ki dhadkan ban gayi hai or ye tanhai meri dushman ban gayi hai main tera bin ji nhi sakta tu mere bina ji ni sakti