Tune Jab Jivan Diya Lyrics
tune jab jivan diya dukh se bhara jivan hai kyon tune jab jivan diya dukh se bhara jivan hai kyon maa tera insaan hi maa tera insaan hi insaan ka dusman hai kyon tune jab jivan diya dukh se bhara jivan hai kyon maa tera insaan hi insaan ka dusman hai kyon tune jab jivan diya dukh se bhara jivan hai kyon papiyo ka naas karne kab tu fir se ayegi papiyo ka naas karne kab tu fir se ayegi maa jo tune der ki duniya teri mit jayegi aaye hain sabhi to fir nafrat ka ye chalan hai kyon maa tera insaan hi insaan ka dusman hai kyon tune jab jivan diya dukh se bhara jivan hai kyon chhaw jo daya ki teri mere sang sang chale chhaw jo daya ki teri mere sang sang chale tanha me khada rahu tufan ke mukable hans rahe hain kyon andhere roti har kiran hai kyon maa tera insaan hi insaan ka dusman hai kyon tune jab jivan diya dukh se bhara jivan hai kyon maa tera insaan hi insaan ka dusman hai kyon maa tera insaan hi insaan ka dusman hai kyon, maa