Kaam Jahan Mein Kya-Kyaa Hote... Din-Dahade Lyrics

kaam jahan mein kya-kya hote kaam jahan mein kya-kya hote din-dahade, din-dahade, din-dahade khel tamashe kya kya hote khel tamashe kya kya hote khel tamashe kya kya hote din-dahade, din-dahaade, din-dahade kaisa nazuk daur hai dekho kaisa nazuk daur hai dekho paharedar bhi chor hai dekho ujale ujale bhesh mein bande ghunghat kholo to ye nange husn yahan par lutte rahte husn yahan par lutte rahte husn yahan par lutte rahte din-dahade, din-dahade, din-dahade unche unche mahlon vale unche unche mahlon vale kitna niche girte jayein bagador hai hath mein inke jisko chahe use nachayein chikh kisi ki suni na jaye chikh kisi ki suni na jaye chikh kisi ki suni na jaye din-dahade, din-dahade, din-dahade kul dharati shamshan bani hai kul dharati shamshan bani hai zulmon ka tufan bani hai gandhi tilak javahar bhagat singh kab tak ye sab katte rahenge isa suli chadhaye jate isa suli chadhaye jate isa suli chadhaye jate din-dahade, din-dahade, din-dahade tu kyon chup hai upar vale are tu kyon chup hai upar vale ab ye duniya kaun sambhale ek pal tu dharati pe aa ja chakr sudarshan yahan chala ja barbadi ke savan dekhe barbadi ke savan dekhe din-dahade, din-dahade, din-dahade kaam jahan mein kya-kya hote kaam jahan mein kya-kya hote