Ho Gaya Tera Mera Juda Rasta Lyrics

ho gaya tera mera juda raasta gam sahana na tum, mujhse rakhna na tum ab koi wasta, ab koi wasta ab koi wasta gam sahana na tum, mujhse rakhna na tum ab koi wasta, ab koi wasta ab koi wasta julm aisa huaa hain na jo maaf ho jab jaha se na ummide insaaf ho julm aisa huaa hain na jo maaf ho jab jaha se na ummide insaaf ho maarne marne par insa utare na kyu in smaaji hado se wo gujre na kyu wo gujre na kyu likha takdeer ne meri ye faisala gam sahana na tum, mujhse rakhna na tum ab koi wasta, ab koi wasta ab koi wasta o o o o o jismo jaan jaisa tera mera waasta yu hi chahenge ham, umar bhar dekhenge ham tera raasta, tera raasta, tera rasta kiski kismat me kya hain pata kuchh nahi jo huaa isme teri khata kuchh nahi kiski kismat me kya hain pata kuchh nahi jo huaa isme teri khata kuchh nahi lage nirdosh daaman mujhe aaj bhi ganga jaisi tu paavan mujhe aaj bhi, mujhe aaj bhi log kuchh bhi kahe mujhko logo se kya yu hi chahenge ham, umar bhar dekhenge ham tera raasta, tera raasta, tera rasta ho gaya tera mera juda raasta gam sahana na tum, mujhse rakhna na tum ab koi wasta, ab koi wasta ab koi wasta