Haye Vo Din Kab Ayega Lyrics
haye haye haye vo din kab ayega
  jab mujhe andar karega yar
  haye haye haye vo din kab ayega
  jab mujhe andar karega yar
  sehara band ke aja to mai baiti hu tyar
  
  haye haye haye vo din kab ayega
  haye haye haye vo din kab ayega
  jab mujhe andar karega yar
  haye haye haye vo din kab ayega
  jab mujhe andar karega yar
  sehara band ke aja to mai baiti hu tyar
  haye haye haye vo din kab ayega
  
  are are hath chal pagal ye bhi koi chees hui
  bachi nahi mai hu jawan mere jaise koi kaha
  dur hath dur hath pas mat aa
  bachi nahi mai hu jawan mere jaise koi kaha
  tere mere bich me fir ye kaisi duriya
  ho o o mai to teri ashiq hu ho jaye thoda pyar
  sehara band ke aja to mai baiti hu tyar
  haye vo din kab ayega
  
  hey aisa marunga aisa marunga yad karegi
  takrar me tera pyar hai 
  ha hume to malum hi nahi tha
  takrar me tera pyar hai pyar me tera ha hai
  jan ke tu anjan bane aisa tu dildar hai
  bhar le mujhko baho me ab chodh bhi de takrar
  sehara band ke aja to mai baiti hu tyar
  haye vo din kab ayega aa haye vo din kab ayega
  jab mujhe andar karega yar
  sehara band ke aja to mai baiti hu tyar
  haye vo din kab ayega haye
                            
                            
                        