Babul Bhi Roye Beti Bhi Roye Lyrics

baabul bhi roye beti bhi roye maa ke kaleje ke tukde hoye baabul bhi roye beti bhi roye maa ke kaleje ke tukde hoye kaisi anokhi reet ye haay koyi janam de koyi le jaaye baabul bhi roye beti bhi roye maa ke kaleje ke tukde hoye baabul bhi roye beti bhi roye itne laadon se jisko paala aaj usi ko ghar se nikaala itne laadon se jisko paala aaj usi ko ghar se nikaala ham kya chiz hain raaje mahaaraaje beti ko ghar mein rakh na paaye baabul bhi roye beti bhi roye maa ke kaleje ke tukde hoye baabul bhi roye beti bhi roye pichhe rah gaya pyaar puraana aage jeevan path anjaana pichhe rah gaya pyaar puraana aage jeevan path anjaana saath duwayein le ja sabki aur to koi saath na aaye baabul bhi roye beti bhi roye maa ke kaleje ke tukde hoye baabul bhi roye beti bhi roye bhaai bahan ki bichhdi jodi rah gayi dil mein yaadein thodi bhaai bahan ki bichhdi jodi rah gayi dil mein yaadein thodi jaane ye taqdir nigodi phir kab bichde meet milaaye baabul bhi roye beti bhi roye maa ke kaleje ke tukde hoye kaisi anokhi reet ye haay koyi janam de koyi le jaaye baabul bhi roye beti bhi roye maa ke kaleje ke tukde hoye baabul bhi roye beti bhi roye ye haathon ki chand lakiren inmein likhin sabki taqdirein ye haathon ki chand lakiren inmein likhin sabki taqdirein kaagaz ho to phaad ke phenkun kaagaz ho to phaad ke phenkun hath ka likha kaun mitaaye baabul bhi roye beti bhi roye maa ke kaleje ke tukde hoye kaisi anokhi reet ye haay koyi janam de koyi le jaaye baabul bhi roye beti bhi roye maa ke kaleje ke tukde hoye baabul bhi roye beti bhi roye