Goriya Uski Deewani Jiski Pochet Garam Garam Lyrics
goriya uski diwani jiski pakit garam garam
  goriya uski diwani jiski pakit garam garam
  pakit garam garam o jiski pakit garam garam
  goriya uski diwani jiski  pakit garam garam
  are batva kholo note dikhao chhodo sharam varam
  goriya uski diwani jiski pakit garam garam
  o goriya uski diwani jiski pakit garam garam
  
  apni apni garaj ka sauda apni apni garaj ka sauda
  isme kya hai dhokha are isme kya hai dokha
  are isme kya hai dhokha
  hoga vo nadan jo chhod e hath me aaya mauka
  chadi javani ki nadiyo ko bolo kisne roka
  husan ki khatir bik jate hai bade bado ke dharm
  o muniya uska bhar pani jiski pakit garam garam
  o muniya uska bhar pani jiski pakit garam garam
  pakit garam garam are pakit garam garam
  o jiski pakit garam garam 
  batva kholo note dikhao aji chhodo sharam varam
  o goriya uski diwani jiski pakit garam garam
  
  traha traha ke khel yaha hai traha traha ke vele
  ek raat me mit jate hai din ke lakh jhmele
  din ke lakh jhmele aji din ke lakh jhmele
  isi liye to dur dur se aate  hai albele 
  kam yaha kya uska jeb ho jiski naram 
  jani mai to uski rani jiski pakit garam garam
  o jani mai to uski rani jiski pakit garam garam
  are pakit garam garam o jiski pakit garam garam
  batva kholo note dikhao aji chhodo sharam varam
  o goriya uski diwani jiski pakit garam garam
                            
                            
                        