Saa Ni Dha Maa Lyrics

sa ni dha ma pa ga sa ma hi sa sikhe yari sabko bataye milke rahna bolo pyar se yahi to samjhota hai jine ka jina pyar se jindgi hai azuba aankho ka yahi to git ka naya sandesh hai yahi to pyar ki raaho ki hai manjil yahi to git ka naya sandesh hai yahi to pyar ki raaho ki hai sahil sa ni dha ma pa ga sa ma hi sa sabse khushi ka nata jodo dil na kisi ka yu hi todo dukh me kisi ko yu na chhodo yahi jina hai yara jina pyar se jindgi hai azuba aankho ka gero ko tum samjho zara socho fir hai pyar kya kahi ye dil ki dhadkan chhodo ye beganapan issi sur ko tum jano sabhi ko apna maano sa ni dha ma pa ga sa ma hi sa sikhe yari sabko bataye milke rahna jina pyar se jindgi hai azuba aankho ka yahi to git ka naya sandesh hai yahi to pyar ki raaho ki hai manjil yahi to git ka naya sandesh hai yahi to pyar ki raaho ki hai sahil sa ni dha ma pa ga sa ma hi sa surme pyar ki duniya dekho sur me sabhi ki khushiya dekho surme dilo ke arma dekho yahi jina hai yara bolo pyar se yahi to samjhota hai jine ka yahi to git ka nayi sandesh hai yahi to pyar ki raaho ki hai manjil yahi to git ka nayi sandesh hai yahi to pyar ki raaho ki hai sahil sa ni dha ma pa ga sa ma hi sa