Sansar Ki Kaise Reet Hai Lyrics
sansar ki kaisi reet hai ye nirdosh ko dosh lagata hai apradh koi aur kare aur saja dusra pata hai sachchai roi duniya mein sachchai roi duniya mein aur jhuth muskuraya dharti se kahi nyay ki pahchan uth na jaye dharti se kahi nyay ki pahchan uth na jaye sachchai roi duniya mein kanun hi nyay ko jab dega sahara kanun hi nyay ko jab dega sahara ji payenga kaise koi kamjor becharakoi koi kamjor bechara kamjoro ka sansar kamjoro ka sansar kamjoro ka sansar se bhagwan uth na jaye dharti se kahi nyay ki pahchan uth na jaye sachchai roi duniya mein koi jo buri raah chal deta hai to warna koi jo buri raah chal deta hai to warna mushkil ho jata hai uska sansar mein chalna sansar mein chalna achchhai ka achchhai ka achchhai ka samaj mein balidan ho na jaye dharti se kahi nyay ki pahchan uth na jaye sachchai roi duniya mein sachchai roi duniya mein aur jhuth muskuraya dharti se kahi nyay ki pahchan uth na jaye sachchai roi duniya mein nash kar raha tu bande aaj dharm ka nam kahi kalakit ho jaye na sadiyo ka itihas saty dharm se uth jaye na logo ka viswas kyu chup ho daso dishao tut pada aakash tut pada aakash tut pada aakash maiya maiya maiya maiya