Dil Ne Chaha Hai Kya Lyrics
dil ne chaha hai kya tumne agar sun liya ho dil ne chaha hai kya tumne agar sun liya muskuraoge tum ji jalaoge tum hum bata de to humko sataoge tum dil ne chaha hai kya tumne agar sun liya muskuraoge tum ji jalaoge tum hum bata de to humko sataoge tum dil ne chaha hai kya tumne agar sun liya bat aisi ke muh par na la paye hum ho bat aisi ke muh par na la paye hum bat aisi ke soche to sharmaye hum dil to masum hai tumko malum hai dil to masum hai tumko malum hai kya sata kar bhala humko paoge tum dil ne chaha hai kya tumne agar sun liya muskuraoge tum ji jalaoge tum hum bata de to humko sataoge tum dil ne chaha hai kya tumne agar sun liya