Batao Tumhe Pyar Kaise Karu Lyrics
ye aankho se aankho ka milna hai kya bina bole hotho ka hilna hai kya mujhe inka matlab to samjhaiye khayalo me phulo ka khilna hai kya na yu chup raho mujhko aawaz do mujhe ghunt ke marne ki aadat nahi batao tumhe batao tumhe pyar kaise karu batao tumhe pyar kaise karu mujhe pyar karne ki aadat nahi mai jaisa bhi hu ha jaisa bhi hu samne hu khada mujhe kuch chhupane ki aadat nahi batao tumhe pyar kaise karu mujhe pyar karne ki aadat nahi ye aankho se aankho ka milna hai kya ye aankho se aankho ka milna hai kya bina bole hotho ka hilna hai kya mujhe inka matlab to samjhaiye khayalo me phulo ka khilna hai kya na yu chup raho mujhko aawaz do na yu chup raho mujhko aawaz do mujhe ghunt ke marne ki aadat nahi mujhe itni fursat mili hai kaha mujhe itni fursat mili hai kaha jo padta tumhare nayan ki gajal mujhe aaj lagta hai sach man lo ye chehara nahi hai gulabi kamal ye dil kaise chori kiya jayega ye dil kaise chori kiya jayega mujhe dil churane ki aadat nahi mujhe kuch huya hai pata hai tumhe badi nam hawa hai pata hai tumhe badan jal raha hai rago me magar lahu zam gaya hai pata hai tumhe lo sar jhuk gaya hai tumhe kya khabar lo sar jhuk gaya hai tumhe kya khabar mujhe sar jhukane ki aadat nahi mai jaisa bhi hu ha jaisa bhi hu samne hu khada mujhe kuch chhupane ki aadat nahi batao tumhe pyar kaise karu mujhe pyar karne ki aadat nahi